Sunday, August 08, 2010

Yuon Hota To Kya Hota...

Na Tha Kuch To KHUDA Tha,
Kuch Hota To Khuda Hota

Kitni asaan yeh zindadig hoti
gar jahan mere man se yeh chala hota
par kya hota gar mere man hi ko
na kabhi bhi aisa laga hota

Kya maloon kya hota gar
jo na hua woh na itna khoobsoorat laga hota
Arzoooo mudaatoon tak reh jaati hain abhi
gar na arzooo na mudaat jaisa yeh labz hota


Kai martaba mehboob khuda se shikayat ki
sab hai.... woh bhi gar diya hota

Hoi Mudat Ke Ghalib Mar Gaya,
Par Yaad Aata HayWo Har Baat Pe Kahna Ke
......Yuon Hota To Kya Hota
Yuon Hota To Kya Hota

No comments: